View Message

Gam ne hasne na diya,
Zamane ne rone na diya,
Iss uljhan ne chain se sone na diya,
Thak k jab sitaron se panah li,
Neend ayi to teri yaad ne sone na diya!

Explore More